Mere saamnewali khidki mein Ek chaand ka tukda rehta hai Afsos yeh hai ke woh humse kuch ukhda ukhda rehta hai Mere saamnewaali khidki mein Ek chaand ka tukda rehta hai Barsaat bhi aakar chali gayi Baadal bhi garaj kar baras gaye par uski ek jhalak ke hum eh husan ke maalik taras gaye Kab pyaas bujhegi aankhon ki Din raat yeh dukhda rehta hai Mere saamnewali khidki mein Ek chaand ka tukda rehta hai Afsos yeh hai ke woh humse kuch ukhda ukhda rehta hai Mere saamnewaali khidki mein Ek chaand ka tukda rehta hai -Jass Sarang