Intro: Khamoshiyan aawaaz hain Tum sun'ne to aao kabhi Chhukar tumhe khill jaayengi Ghar inko bulaao kabhi Beqarar hain baat karne ko Kehne do inko zaraa.. Khamoshiyan.. teri meri khamoshiyan Khamoshiyan.. lipti hui khamoshiyaaaaan Kya uss gali mein kabhi tera jaana hua Jahaan se zamaane ko guzre zamaana hua Mera samay toh wahin pe hai thehra hua Bataaun tumhe kya mere sath kya kya hua Khamoshiyan ek saaz hai Tum dhun koi laao zaraa Khamoshiyan alfaaz hain Kabhi aa gunguna le zara Beqarar hain baat karne ko Kehne do inko zaraa.. Khamoshiyan.. teri meri khamoshiyan Khamoshiyan.. lipti hui khamoshiyaaaaan Nadiya ka paani bhi khamosh behta yahaan Khili chandani mein chhipi lakh khamoshiyan Baarish ki boondon ki hoti kahaan hai zubaan Sulagte dilon mein hai khamosh uthta dhuaan Khamoshiyan aakaash hai Tum udne toh aao zara Khamoshiyan ehsaas hai Tumhe mehsoos hoti hai kya Beqarar hain baat karne ko Kehne do inko zaraa.. Khamoshiyan.. teri meri khamoshiyan Khamoshiyan.. lipti hui khamoshiyaaaaaaaaan

Watch the song video
Top songs from Arijit Singh
Playground Sessions Course Banner
Did you ever dreamed on playing piano?

Playground Sessions is a revolutionary new way to learn music and play the piano. No more boring courses. The adaptive videos automatically adjust to your skill level. Plus, you’ll receive regular feedback on your progress each week, plus a personal training plan from a professional piano teacher.

Start to play the piano instantly - and have fun doing it!