Baadlon Ki Gehrayi

Lucky Ali

Baadalon ki gahrayee mein soche kya huzoor Unche unche chahre hain, zameen se kitne door! Aahein bharti hain yeh thandi havaa Aise rangeen raahon mein ab hamko kya hua Chand se taaron ka hai,aapas ka faasla beach mein yeh gahna hai, yeh gahna duniya Iss duniya ko kahte majboor. Mitadiya khud hasti ko yeh hai kiska kusoor? Tamanna hai yahi, aise yon kabhi, hum basaayein koi, naya jahan. Aashnaa ho yeh dil, pyar ke kaabil, Saaz aesi bhi ho, sune jahaan. Musaafir ko mile raasta, Zamane ko mile waasta. kaise kaise parwaano ki baatein mashahoor Jaise ye nazraane hain vaise hain ye saroor hain yakeen dil mein,Subha aaayegi zaroor. Mitega yeh andhera, Hoga har ek shay mein noor. Pyar karte idhar, shay bante idhar, Daastan-E-sifar sunoh yahan. yeh bhi honge khafa, kya pata kya gila, har kadam pe mile koi naya. Musafir ko mile raasta. Zamaane ko mile vaasta.

Top songs from Lucky Ali
Playground Sessions Course Banner
Did you ever dreamed on playing piano?

Playground Sessions is a revolutionary new way to learn music and play the piano. No more boring courses. The adaptive videos automatically adjust to your skill level. Plus, you’ll receive regular feedback on your progress each week, plus a personal training plan from a professional piano teacher.

Start to play the piano instantly - and have fun doing it!