Intro: (X2) Verse Aisa dekha nahi khoobsurat koi Jism jaise Ajanta ki murat koi Jism jaise nigahon pe jadoo koi Jism nagma koi jism khushboo koi Jism jaise mehakti hui chandni Jism jaise machalti hui ragini Jism jaise ke khilta hua ik chaman Jism jaise ke suraj ki pehli kiran Jism tarsha hua dilkasho dilnashin Sandli sandli marmari marmari Husane jaana ki tareef mumkin nahi Husane jaana ki tareef mumkin nahi Afreen afreen afreen afreen Tu bhi dekhe agar toh kahe humnashin Afreen afreen afreen afreen Verse Chehra ik phool ki tarah shadaab hai Chehra uska hai ya koi mehtaab hai Chehra jaise ghazal chehra jaane ghazal Chehra jaise kalli chehra jaise kanwal Chehra jaise tasavur bhi tasveer bhi Chehra ik khaab bhi chehra tabeer bhi Chehra koi aliflailvi dastaan Chehra ik pal yakeen chehra ik pal gumah Chehra jaisa ke chehra kahin bhi nahi.. Mahrooh mahrooh mehjabin mehjabin Husane jaana ki tareef mumkin nahi Husane jaana ki tareef mumkin nahi Afreen afreen afreen afreen Tu bhi dekhe agar toh kahe humnashin Afreen afreen afreen afreen

Top songs from Rahat Fateh Ali Khan
Playground Sessions Course Banner
Did you ever dreamed on playing piano?

Playground Sessions is a revolutionary new way to learn music and play the piano. No more boring courses. The adaptive videos automatically adjust to your skill level. Plus, you’ll receive regular feedback on your progress each week, plus a personal training plan from a professional piano teacher.

Start to play the piano instantly - and have fun doing it!