Intro: Verse 1: Der lagi lekin Maine ab hai Jeena seekh liya Jaise bhi ho din Maine ab hai Jeena seekh liya maine Yeh jaana hai Khushi hai kya Gum kya Dono hi Do pal ki hai rutein Na yeh there na rukein Zindagi do rangon se bane mane Yeh hi toh hai Yeh hi toh hai Yahan.. Verse 2: Der lagi lekin Maine ab hai Jeena seekh liya Aansuon ke bin Maine ab hai Jeena seekh liya maine Yeh jaana hai Kise kahoon apna Hai koi Jo yeh mujhse keh gaya Yeh kahan tu reh gaya Zindagi toh hai jaisa caravan Tu hai tanha kab yahan Sab hi toh hai Sab hi toh hai Yahan.. Bridge: Koi sunaye joh Hasti muskarati kahani Kehta hai dil Main bhi sunu Aanson ke moti ho Jo kisi ke nishani Kehta hai dil Main bhi chunu Bhaayein dil ki Ho bhaaon mein Chalta chalu Yuhin rahon mein Bus yuhin yahan wahan (SAME CHORDS AS VERSE 1/2 and CHORUS 1/2... End on ) Der lagi lekin Maine ab hai Jeena seekh liya Aansuon ke bin Maine ab hai Jeena seekh liya Hai koi Jo yeh mujhse keh gaya Yeh kahan tu reh gaya Zindagi toh hai jaisa carvaan Tu hai tanha kab yahan Sab hi toh hai Sab hi toh hai Yahan.. Sab hi toh hai Sab hi toh hai Yahan.. Sab hi toh hai Sab hi toh hai Yahan..

Watch the song video
Top songs from Shankar Ehsaan Loy
Playground Sessions Course Banner
Did you ever dreamed on playing piano?

Playground Sessions is a revolutionary new way to learn music and play the piano. No more boring courses. The adaptive videos automatically adjust to your skill level. Plus, you’ll receive regular feedback on your progress each week, plus a personal training plan from a professional piano teacher.

Start to play the piano instantly - and have fun doing it!